Blogger Vs WordPress for blogging in hindi 2022

Blogger Vs WordPress for blogging in hindi: kya dosto aap blogging start karna chahte hai lekin apko kuch smaj nahi aa raha hai ki akhir blogging ke liye konsa platform best hai. agar yahi sawal aap ke bhi man me aa raha hai to tension lene ki koi bat nahi hai is post me hum apko Blogger Vs WordPress ke bare me detail me bataya he ki akhil blogging ke liye best platform konsa hai.

dosto Blogger Vs WordPress post ko shuru karne se pehle aap sabhi ke liye mera ek sawal hai ki aap akhir blogging field me aana q chahte hai paise kamane ke liye ya apne talent ko logo tak pohchane ke liye hume comment me jarur batana.

Is post me hum apko detail me batayege Blogger Vs WordPress for blogging in hindi aur sasta(सस्ता ) platform konsa hai. jisase apko ek undacha lag jayega ki achcha konsa hai blogger ya wordpress.

Blogger Vs WordPress for blogging in hindi

Blogger:

dosto apko agar pata nhi hoga to bata du ki blogger ek google kahi platform he jo logo ko blogging ke trough apna talent logo tak pohachane me madat karta hai. blogger me aap free sing up kar sakte ho aur blogging start kar sakte hai iske liye apko kuch jyada paise pay karne ki jarurat nhi hai.

dosto agar aap blogging ki field me new hai aur apko blogging aur technical knowledge me kuch jyada jankari nahi hai. to aap blogger se apne blogging ki shuruwat kar sakte ho, Q ki yaha par apoko bohat jyada blogging ki kwowledge nahi lagti.

Dosto paise ki bad kare to blogger me apko blogging ke liye jyada paise ki jarurat nhi padti Q ki isme apko Hosting purchase karne ki jarurat nahi padati. apko sirf ek TLD domain buy karna padega jo ki sirf 300-400 me mil jyata hai. blogger apko unki free hosting provide karta hai.

Blogger me blog kaise banaye:

dosto iske liye apko niche diye gaye step ko follow karna hoga.

Step 1: visit: www.blogger.com, iske baad apko isme sign up karna hoga kudke email se.

Step 2: iske bad apko apke intrest ke anusar topic select karna hoga, aur usme post banani hogi

Step 3: apko achcha sa domain lena hoga aur use apne blog ke sath connect karna hoga.

Step 4: jab apke blog par accha sa traffic ane lage to aap google adsense se apne blog ko monetize bhi kar sakte ho aur paise kama sakte ho.

dosto agar aap blog banane ke liye passionate ho to humne ek post banai hai jisme humne detail me bataya hai ki blog kaise banaye. to ise jarur padhna.

Read This: [ सब कुछ फ्री में] free blog website kaise banaye in Hindi

Read This: Best 5 Template for Blogger Free | Responsive, Seo

WordPress

dosto blogging ke liye blogger ke bad jo dusra platform jyada use hota hai wah hai WordPress. wordpress me blog banane ke liye apko thodi blogging aur coding ki knowledge hona jaruri hai Q ki isme aap blogger ke mukable bohat jyada apne blog ko customize kar sakte ho.

wordpress me aap apne blog ko customize karne ke liye Plugin, Theme ka istemal kar sakte ho, jisase apka blog ko ek professional look milta hai. wordpress me plugin ki madat se aap apke blog ki speed bada sakte ho, Font style, Slider, style menu, add kar sakte ho joki blogger me nahi milta.

dosto paise ki bad kare to blogger ke mukable wordpress me apko blogging ke liye jyada paise lagege Q ki wordpress me blog bana rahe ho to apko ek Hosting buy karni padti hai jo Accross 5K ke uper jati hai. aur domain bhi buy karna padta hai.

Read This: Blog banane ke bad Adsense Ke Liye Apply Kab Kare

Blogger Vs WordPress ( Expert Review )

To dosto expert ke mutabik agar aap blogger start kar rahe ho aur apko blogging ke bare ke bare me koi jyada jankari nahi hai to apko blogger se hi shuruwat karni chahiye.

Blogger WordPress
paise jyada lagte haiNoyes
jyada Knowledge chahiyeNoYes
Jyada Customize kar sakte haiNoyes
Hostingfreebuy
Seo ke liye Bestjyada option nahi miltejyada option milte hai
Featuresjyada nhijyada hote hai
Blogger Vs WordPress for blogging in hindi 2020

Q ki blogger me blogging karne ne ke liye jyada knowledge nahi lagti aur sabse bada karn yah hai ki agar apke pas jyada budget nahi hai to apko blogger me jyada paise ki jarurat nahi padati sirf apko ek TLD domain lena padata hai. aur aap blogging me starting me blogger ke sath blog bana kar SEO Kya hai, Blog Kaise banaye, Backlinks Kaise Banaye, Apne Blog par traffic kaise laye. yah sab sikh kar blogger me thode paise kama kar un paise se aap Hosting buy kar sakte ho aur apke blog ko ek Professional look de sakte ho.

Read This:

Conclusion:

to dosto hum asha karte hai ki apko humari Blogger Vs WordPress for blogging in hindi 2020 yah post achchi lagi ho aur ise padh kar aap bhi samaj gaye hoge ki akhir Blogger best hai ya fir wordpess.

agar apko yah jankari achchi lagi to hume comment karke jarur batana aur is jankari ko apne dosto ke sath share jarur karna. Q ki hum blogging se related jankari late rehate hai.

Leave a Comment